Birthday Sms Shayri:
Agar yaad tumko na rahe apna janmdin
Check karte rahna yunhi apne mobile ke inbox hardin
Main kabhi na bhuloonga apne yaar ka janmdin
Chahe woh ho mera akhri din
Aapko jaroor mera yeh message milega
Jispe likha hoga “mubarak ho aapko aapka jamdin”
Dua hai ki kamyabi ke har shikhar pe aap ka naam hoga,
Aapke har kadam par duniya ka salam hoga,
Himmat se mushkilon ka saamana karma
Hamari dua hai ki waqt bhi ek din aapka ghulam hoga.
Dekho kaise matakte ho
Kitna ucchal ke chalte ho.
Maana ki aap ka janamdin hai,
Lekin itna kyun fudakte ho.
Chalo happy birthday.
Deepak mein agar noor na hota,
Tanha dil agar majboor na hota,
Hum tumhe happy birthday kehne jaroor aate,
Agar tumhara ghar itna door na hota.
Recent Comments