Birthday Sms Shayri:
Agar yaad tumko na rahe apna janmadin
Check karte rahna yunhi apne mobile ka inbox hardin
Main kabhi na bhulunga apne yaar ka janmdin
Chahe woh ho mera akhri din
Aapko jaroor mera yeh msg. milega
Jispe likha hoga mubarak ho aapko aapka jamdin.
Aayi hai subah wo roshani leke,
Jaise naye josh ki nayi kiran chamke,
Vishwas ki low sada jalake rakhana,
Degi andheron mein rasta diya banke.
Happy Birthday.
Ugta hua Suraj dua de aapko,
Khilta hua phool khushbu de aapko,
hum to kuch dene ke kabil nahi hai,
dene wala hazaar khushiyan de aapko!
Tumhari is ada pe kya jawab du
Apne yaar ko kya tohfa du
Koi acha sa phool hota to mangvatamalise
Jo khud gulab hai usko kya gulab du.
Recent Comments