Birthday Sms India:
Khuda ko kabhi tumhari jaroorat na ho
Ho bhi to mere baad ho
Mere dost humesha tum muskarate raho
Zindagi ke har saal yunhi jite raho.
Agar yaad tumko na rahe apna janmdin
Check karte rahna yunhi apne mobile ke inbox hardin
Main kabhi na bhuloonga apne yaar ka janmdin
Chahe woh ho mera akhri din
Aapko jaroor mera yeh message milega
Jispe likha hoga “mubarak ho aapko aapka jamdin”
Us din khuda ne bhi jashn manaya hoga,
Jis din aapko apne hatho se banaya hoga,
Usne bhi bahaye honge aansu,
Jis din aapko yahan bhej ker, khud ko akela paya hoga.
Phoolon ki sugandh se sugandhit ho jeevan tumhara,
Taron ki chamak se sammilit ho jeevan tumhara,
Umr aapki ho suraj jaisi,
Yaad rakhe jise hamesha jahan sara.
Recent Comments