Birthday Sms Happy Birthday Sms:
Suraj roshni le kar aayaa,
Aur chidyon ne ganagaya,
Phoolon ne hans hans kar bola,
Mubarak ho tumhaara janm din aaya.
Gul ko ghulshan mubarak,
Shair ko shayri mubarak,
Chand ko chandni mubarak,
Ashiq ko ashiqi mubarak,
Hamari taraf se aap ko, janm din mubarak.
Dua hai ki kamyabi ke har shikhar pe aap ka naam hoga,
Aapke har kadam par duniya ka salam hoga,
Himmat se mushkilon ka saamana karma
Hamari dua hai ki waqt bhi ek din aapka ghulam hoga.
Happy birthday my true love
Your beauty stems from up above
Sweetest smile and kindest heart
Like a priceless piece of precious art.
Recent Comments